Brother Quotes in Urdu
No matter their age, younger and older brothers are always loved equally. You can use the brother quotes in this collection to wish him well and add them to your status by using them to send him your best wishes. It is stated that brothers are each other's greatest supporters. For the entire family as a whole, not just the youngest members, they are the genuine source of strength. While older people are nearly always revered, younger people will always be idolised. Love is undoubtedly present in these kinds of relationships since it is the source of both their beauty and their nourishment.
By downloading Brother Quotes in Urdu and sending them to him, you can make your brother happy. Additionally, we have a respectable collection.
Wasif Ali Wasif quotes, sad quotes, motivational quotes, namaz quotes, Hazrat Ali quotes, and plenty others.
Below are the best brother quotes in Urdu
بھائی ایک ایسا شخص ہے جوضرورت کے وقت ہمیشہ آپ کے پاس ہوتا ہے ۔ آپ کو کبھی گرنے نہیں دیتا
Bhai aik aisa shakhs hai jo zarorat ke waqt hamesha ap ke pass hota hai. Ap ko kabhi girne nahi deta.
بڑا بھائی ہمارا پہلا دوست اور دوسرا باپ ہوتا ہے ۔
Bara Bhai hamara pehla dost aur dosra bap hota hai.
بہترین بھائی وہی ہے جس کے جانے کے بعد آپ زندہ رہنا نہیں چاہتے ۔
Behtreen bhai wohi hai jis ke jane ke bad ap zinda rehna nahi chahte.
اللہ نے بھائی بھائی کے تعلق میں ایک قدرتی محبت رکھی ہے ۔ اس تعلق میں دیکھاوا کم اور حقیقت زیادہ ہوتی ہے ایک دوسرے سے جڑایہ رشتہ وقت اور فاصلوں کا محتاج نہیں ہوتا ۔ اس کا آغاز پیدائش کے ساتھ ہوتا ہے اور زندگی کی سانسوں کے ساتھ جڑ کر چلتا جاتا ہے ۔
Allah ne bhai bhai ke taalaq main aik qudarti muhabbat rakhi hai. Is taalaq main dikhawa kam aur haqiqat ziada hoti hai. Aik dosre se jura ye rishta waqt aur faslon ka muhtaj nahin hota. Is ka aghaz pedaish ke sath hota hai aur zindagi ki sanson ke sath jur kar chalta jata hai.
بھائی کے جیسا پیار نہ ہم کسی کو کر سکتے ہیں نہ کوئی ہمیں کر سکتا ہے
Bhai ke jaisa piyaar na hum kisi ko kar sakte hain na koi hamain kar sakta hai.
بھائی پریشانی کے وقت میں ہمت اور مصیبت کے وقت میں ساتھ دینے والے ہوتے ہیں ۔
Bhai pareshani ke waqt main himmat aur museebat ke waqt main sath dene wale hote hain.
بغیر مقصد کے جو آپ کے ساتھ ہوتا ہے آپکا اپنا بھائی ہوتا ہے ۔
Baghair maqsad ke jo ap ke sath hota hai apka apna bhai hota hai.
بہترین بھائی وہ ہے جو بھائی کو ایمانداری سے سچ بولنے کا مشورہ دے اور آپ کو اچھے کام کرنے کا مشورہ دے ۔
Behtareen bhai woh hai jo bhai ko imandari se sach bolne ka mashwara de aur apko ache kaam karne ka mashwara de.
چھوٹے بھائیوں پر بڑے بھائیوں کا ایساہی حق ہے ، جیسے باپ کا بیٹے پر ۔
Chote Bhaiyon per bare bhaiyon ka aisa hi haq hai, jaise baap ka bete pe.
بڑا بھائی کبھی نہیں کہے گا کہ وہ آپ سے محبت کرتا ہے لیکن وہ آ پکو دنیا میں سب سے زیادہ چاہتا ہے ۔
Bara bhai kabhi nahin kahe ga keh woh ap se mohabbat karta hai lekin woh apko duniya main sab se ziada chahta hai.
0 Comments