Best Islamic Poetry in Urdu 2 Lines
Best Islamic Poetry in Urdu 2 Lines |
Congratulations, you have come to the right place if you are looking for the best Islamic poetry in Urdu 2 lines for religious with images.
Here we have compiled a collection of the best Islamic Shayari in urdu text 2 lines with best images.
تلاش علم تو پہنچ گیا کہاں سے کہاں تک جہاں میں
بتا تو سہی وہ کونسا سبق ہے جو خدا نے نہیں دیا قرآن میں
Talaashe ilm tu pounch gaya kahan se kahan tak jahan mainBata tu sahi woh konsa sabaq hai jo Khuda ne nahi dia Quran main
آجاہے گا تجھے اقبال جینے کا قرینہ
تو سرور کونین کے فرمان پڑھا کر
A jay ga tujhe Iqbal jeene ka qarinaTu Sarware Konain ke farman parha kar
آزمائش بھی اللہ کی طرف سے
تمہارے لئے یقین کا امتحان ہوتا ہے
Azmaish bhi ALLAH ki taraf seTumhare liye yaqeen ka imtehan hota hai.
جب میں پریشان تر ہوتا ہوں اور وہ مجھے صبر دیتا ہے
جب میں بھٹک جاتا ہوں اور مجھے راحت دیتا ہے
Jab main pareshan tar hota hon aur wo mujhe sabar deta haiJab main bhatak jata hon aur woh mujhe rahat deta hai.
یہی ہے آرزو تعلیم قرآن عام ہوجاھے
ہراک پرچم سے اونچا پرچم اسلام ہوجاھے
Yehi hai arzo-e-taleem Quran aam hho jayHar ik parcham se ouncha parcham Islam ho jay
جو آدمی اپنی قدر آپ نہیں جانتا
تو کوئی دوسرا آدمی بھی اس کی قدر نہیں پہچانتا
Jo admi apni qadar ap nahi jantaTo koi dosra admi bhi is ki qadar nahi janta
تم سمندر کی گہرائی سے پکارو گے
اللہ وہاں بھی تمہاری سُنے گا
Tum Samundar ki gehrai se pokaro geALLAH wahan bhi tumhari sune ga
مجھے زندگی میں قدم قدم تیری رضا کی تلاش ہے
تیرے عشق میں اے الله مجھے انتہا کی تلاش ہے
Mujhe zindagi main qadam qadam teri raza ki talash haiTere ishq main ae ALLAH mujhe inteha ki talaash hai
اللہ تمہیں زندگی کی ہر خوشی دے
جو تمہارے حق میں بہتر اور مستقل ہو
آمین
ALLAH tumhain zindagi ki har khushi deJo tumhare haq me behtar aur mustaqil ho.Ameen
جس کو تم سے محبت ہوگی، وہ تمہیں فضول
اور ناجائز کاموں سے روکے گا۔
Jis ko tum se mohabbat ho gi, wo tumhain fazoolaur na jaiz kamo se roke ga
دل پاک نہیں تو پاک ہوسکتا نہیں انساں
ورنہ ابلیس کو بھی آتے تھے وفضو کے فرائض بہت
Dil pak nahi tu pak ho sakta nahin insanwarna iblees ko bhi ate the Wazu ke faraiz bahut
0 Comments