Maulana Rumi Best Quotes in Urdu
Below are the best Maulana Rumi Quotes in Urdu
وسوسوں سے پرہیز کر اس لیے کہ اِن جھاڑیوں میں شیر چھپے ہیں۔
Waswason se parhaiz kar is liye keh in jharioun main shair chuppe hain.
صرف پیسہ ہی رزق نہیں ہے بلکہ عقل، ادب، چہرہ،
اولاد اور علم بھی رزق ہے،
اور اس سے بڑی بات کہ بہترین دوست بھی رزق میں شامل ہے۔
Sirf paisa hi rizq nahin hai balkeh aqal, Adab, Chehra, Aulad aur Ilm bhi rizq hai. Aur is se bari bat keh behtareen dost bhi rizq mein shamil hai.
اگر تو خدا پر توکل رکھتا ہے تو کام بھی کر، اس کے بعد خدا پر بھروسہ کر۔
Agar tu Khuda par tawaqal rakhta hai tu kam bhi kar, Us ke bad Khuda par bharosa kar.
جب میں اپنے اللہ کے ساتھ ہوں تو ہر چیز عبادت کرتی ہوئی دکھائی دیتی ہے۔
Jab main apne Allah ke sath hon tu har cheez ibadat karti hoi dikhai deti hai.
جو فقیر غیر کا پیاسا ہوا وہ ذلیل اور بے وقوف ہے اور بھلائی سے خالی ہوا۔
Jo faqeer ghair ka piasa hoa wo zaleel aur bewaqoof hai aur bhalai se khali hoa.
جب تک روٹی نہ ٹوٹے طاقت کب دیتی ہے۔
Jab tak roti na totay taqat kab deti hai.
آپ کے دل میں ایک موم بتی ہے ، جلنے کے لیے تیار ہے
آپ کی روح میں ایک باطل ہے، بھرنے کے لیے تیار ہے
آپ کو محسوس ہوتا ہے، آپ نہیں جانتے ؟
Ap ke dil main aik mom bati hai, jalne ke liye tayar hai
Ap ki rooh main aik batil hai, Bharne ke liye tayar hai
Ap ko mehsoos hota hai, Ap nahi jante?
پرہیز یقیناً دوا کی جڑ ہے پرہیز کر پھر اپنی روح کی طاقت دیکھ۔
Parhaiz Yaqeenan dawa ki jar hai parhaiz kar phir apni rooh ki taqat dekh.
میں تمہیں جاننے سے پہلے نہیں مرنا چاہتا
اللہ نے جواب دیا ، جو مجھے جان گیا وہ کبھی نہیں مرتا۔
Main ne Allah se kaha!Main tumhain jannene se pehle nahin marna chahtaAllah ne jawab dia, jo mujhe jan gia woh kabhi nahin marta.
اچھی صورت دل کو متاثر کرتی ہے جب کہ اچھی سیرت روح کو
Achi sorat dil ko mutasir karti hai jab keh achi seerat roh ko.
جیسے پانی چاند اور ستاروں کی عکاسی کرتا ہے جسم دماغ اور روح کی عکاسی کرتا ہے۔
Jaise pani chand aur sataron ki aqasi karta hai jism dimagh aur rooh ki aqasi karta hai.
0 Comments